Create new paintbrushes. Adobe photoshop 7.2 software free download. Showcase web images.
Nov 12, 2018 - how to activate windows 7, 10 & 10 pro without product key in hindi? अगर आपने अपने कंप्यूटर में Pirated window 7 & 10 को install. Internet Se Related Online Jankari Hindi Urdu Me, Blogging Computer Social networks Internet se Paise Kamaye, Ye aapko Online Jankari.Net blog me milega. Online Jankari. Windows 10 Free Activate Kaise Kare, Without License Key. March 19, 2020. EaseUS Data Recovery Wizard License Key Free Activate Kaise Kare.
Windows 10 ISO Free Download ke bare yaha bataya jayega. Yaha se aap 32 BIT- 64 BIT full version ko download kar sakte hai. Yaha hum windows installation ke 2 method batayenge. Pahle method me windows 10 installation ke bare me hai aur second method me Installation disc banakar windows 10 ko install karna bataya jayega.
Ye padhe: Windows 10 Free Mae Activate Kaise Kare in Hindi
Jab bhi Microsoft ka new version release hota hai mujhe bahut achha lagta hai. Users Windows 9 ka wait kar rahe the lekin Microsoft ne Windows 10 release kiya. Microsoft ka new look Metro Style UI aur windows 7, 8 ka mixture hai.
Contents
- 1 Windows 10 Download Version ISO (32 – 64 Bit) 2017
Windows 10 DownloadVersion ISO (32 – 64 Bit) 2017
Technical group se windows 10 ko positive response mil raha hai. Aap windows 10 ko easily download, free upgrade kar sakte hai. Apne new system me isko kaise install karte hai iske bare yaha jaan sakte hai.
Windows 10 Features Jankari
- Software Name: Windows 10 OS 32 bit and 64 bit
- Setup Type: Offline Installer/Full Standalone Setup
- Compatibility Architecture: 32Bit(x86)/64 Bit(x64)
- License: Free
- Developers: Microsoft
Setup Ke Liye Jaruri Baat
- Processor: Windows 10 install karne ke liye 1 GHz ua isse adhik ka Processor chahiye.
- Physical Memory (Hard Disk Space): 32 Bit walo ke liye 16 GB minimum aur 64 bit wala computer ke liye 20 GB hard disk jaruri hai.
- RAM: 32 bit ke liye 1 GB aur 64 bit ke liye 2GB RAM.
- Graphics: DirectX 9 or WDDM 1.0 driver.
- Display or Resolution: 1024 x 600.
- Account: Microsoft Account
1# Method: Windows 7 aur Windows 8/8.1 ko Windows 10 Me Upgrade Kaise Kare
Jaisa ki maine pahle bata diya hai Windows 10 free upgrade hai jisko Windows 7 aur windows 8 se update kar sakte hai.
1 Pahle to ye confirm hona chahiye ki apke paas Windows 7/8/8.1 ka genuine version hai.
2 Windows computer ke Control Panel -> Windows Update option me jana hai.
3 Ab sabhi ko Windows 10 ka update dikhayi dega. Install the Update option par click karne se downloading start ho jayega.
4 System Tray me Windows sign icon par click karna hai.
5 Yaha apko Reservation Confirmed option dikhayi dega aur iske Download Option For Windows 10 dikhayi dega. Ispar click kare.
6 Apke Internet speed ke hisab se windows 10 download ho jayega
Upar ke sabhi process hone ke baad computer automatically reboot hoga. Jab computer ON hoga to apka computer Windows 10 me upgarde ho chuka hoga.
2# Windows 10 Installation Disc Kaise Banaye
1 Sabse pahle to apko Media Craetion Tool ko download karna hai. Niche uske link diye gaye hai.
2 Ab Create an installation media par click karna hai.
3 Tool ko apne PC me install karne ke baad open kare. Yaha apko 2 option dikhayi denge windows install karne ke liye USB flash drive bootable banane ke liye ya ISO File. Aap ISO File option chune.
4 File download hona start ho jayega aur apke internet speed ke hisab file download ho jayega.
5 ISO file download hone ke baad DVD me isko burn karna hai. Iske liye sabse pahle Windows USB/DVD Download Toolko download kare.
6 Software download karne ke baad open karna hai.
7 Application khulne ke baad Browse option par click kare aur ISO File ko select karna hai. Iske baad Next button par click kare.
8 Jis DVD me Windows File ko Burn karna tha usko select kare. Pendrive ko bootable banane ke liye USB Pendrive select kar sakte hai. Autodesk alias autostudio 2017 crack.
9 Kuch der me DVD Windows 10 Bootable ho jayega jiska use kisi aur PC me Windows 10 ko install karne ke liye kar sakte hai.
Ye padhe: Bootable Pendrive Kya Hai, Pen Drive Se Windows Kaise Install Kare
3# Alternative Tarika Computer Me Windows 10 Install Karne Ke Liye
Microsoft ne Windows 10 ke free version ko download karne ka offer khatam kar diya hai. Phir bhi aap paise se Windows 10 use karna chahte hai to ye tarika apke liye hai.
1 Sabse pahle es link par jakar Download Tool Now par click karna hai.
2 Tool download hone ke baad “Upgrade this PC Now” par click karna hai.
3 Yadi Windows 10 ko kisi aur ke PC me install karna hai to “Create Installation Media for another PC” ko select kare.
4 Download hone ke baad apko ISO file milega. ISO Image file ko mount kar sakte hai aur Setup option ko Run karne ke baad windows 10 install hone lagega. Ess process ke hone baad aapse Product nahi pucha jayega.
Ab aapne Windows 10 Free Me Download kar liya hai. Apne dosto ke sath ye article share karke unhe bhi iske bare me bata sakte hai.
Ye bhi padhe: